Charbi Khatam Karny K Liye Asan Tips Wazan Ko Kam Karna




Wazan Kam Karne Ki Tips 


Aj k dor m motapa bohat hi bara masla h her koi slim and smart hona chahta h khas kar k larkiyan chahti hain k wo smart and pur kashish nazar aye sbho uth kar nihar mon neem garam pani k 2 cup piye phr doopehar ko phr raat ko sonay sy pehly piye apki jism ki charbi pighalni shoro ho jaye gi .

Weight Loss Tips


Nihar munh qehwa peenay sy mutapa kam hota h qehway mai lemon ka russ nichor kar zaror piye.

Lemon ka achar mutapay ko rokta h isay rozana khaya karay.


Baisan ki roti pait kam karny kay liye bohat mufeed hai isy rozana khaya karay.

Aik chamach muli kay beaj pani kay sath rozana khaye charbi pighalnay lagay gi.

Khana khanay kay bad foran thori si ajwain pani kay sath khanay sy motapa nahi ata.

Moli or salad ka khanay mai istamal motapay ko rok deta h.

Ziyada mithi cheezay motapay ki waja hain in say parhaiz karay.
Adrak ki chaye peenay sy mutapa kam hota h.

Mutapa kam karnay kay liye chanay ki dall barabar heang her roz pani sy piye.

Ghi ki bajaye cooking oil istamal karay ye mutapay ko kam karta h.

Her roz orange ka juice peena bi mutapa kam karta h.

Warzish mutapa kam karnay kay liye sab sy eham zarorat lehaza rozana warzish karay.

Mutapa door karnay kay liye aik piyali taza pani mai aik chamcha shehad or aik chamcha lemon ka russ mila kar subho nihar munh piye chand dino bad faraq maloom ho jaye ga.

Apple khanay sy pait kam ho jata h is liye rozana apple ka isatmal karay.
Kalwanji ka aik bareek safof lay or is mai chini mila kar subho sham istamal karay mutapa kam ho jaye ga.

Post a Comment

 
Top