Jigar Ki Hifazat Ki Tips
Liver Treatments |
Jigar ko saaf rakhany ke liye lemon pani aik eham zariya hai q keh lemon or pani ke sath milnay sy jigar jo ainzaim bnata hai itani wafer miqdar main jigar kisi or gaza ke pani sy milnay per nahi bnata hai.
Sabz dhaniya taqreeban her jaga dastyab hai ye jisam sy bhari dhatain kharij karny main madad deta hia jis sy jigar ko behter tareekay sy kam karny ka moqa milta hai.
Lehsan main silfar ke marakbat mujood hotay hain jo jigar main ainzaims ko fall karnay main madad dety hian lehsan jigar ki hifazat ke liye bht eham hota hai.
Jigar ki safai ke liye chaqandar arsy daraz sy istamal kiya jata raha hai is sy fasad madon ke akhraj main asani hoti hia.
Haldi jigar ko kharab hony sy bachati hai,jigar ke khuliye dubara sy bananay main madad deti hai orjisam kefasad mowad ke akhraj main mufeed hai.
Post a Comment