Kamar Dard Ka Ilaj


Kamr Dard Treatments




Chikni mitti ke piyalay main taza pani bhar ker bister ke sath rakh lain aik botal main cuta howa safaid zeera or aik botal main chini bhar ker rakh lain subho nihar munh ½ chaye ke chamchay zeeray main chand danay chini dal ker khaye or piyalay wala thora sa pani lain aik haftay lagatar istamal sy sari takleef door ho jaye gi.





Apki kamar ko sahara deny ke liye kamar or pait ke pathay eham tareen kirdar ada kartay hain agar ye pathay hon gy to kamar ko sahara mil jaye ga or ap kamar dard sy mehfooz rahay gy in pathon ko kamzori sy bachany ke liye esi warzishain karain jo pusht or samnay ke pathon ko mazboot bnayain.


Aik tennis boll lain or isy kamar ke neechay is jaga per rakhain jahan apko dard ho rahi hai apnay jism ko is per agay peechay harkat dain ta keh dard wali jaga per dabao paray ye mutasira jag aka qudarti andaz main or intahai moasar massaj karnay ka behtareen or asan tareeka hai or ye yaad arakhain ke isy aik dam sy ya jatkay sy mat uthayain.

Post a Comment

 
Top