Kali Khansi Ka Gharelu Allaj

Whooping Cough


Kali khansi aik muhlik marz hai jo ziyada tar bachon ko hoti h bacha masalsal khansi ke duraan hup ke sath saans andar leta h khanstay waqat chehra surkh ho jata h or aksar ulti ho jatih is qisam ke doray bar bar ya kuch waqfah sy hoty hain.



 

 Nuskhah


Kakar asnaiki ……………… 6 gram

Sonth …………………………. 6 gram

Peepal ……………………….. 6 gram

Tarkeeb


In sab ajzaa ka bareek safoof bna lain.

Tarkeeb Istamal


Aik gram safoof,6 gram shehad mila ker din main 3 bar ya 4 bar chatni ki tarhan chatay.

Post a Comment

 
Top