Hath Or Pairon Main Paseena Anay Sy Chutkara Payain



Hand And Feet Care Tips


Bohat logon ko hath or pairon main paseena anay ka masla hota hai wo koi bhi cheez hath main pakar nahi saktay kuch dair main hi wo geeli ho jati hai ya kisi sy hath milany main wo sharmindagi mehsoos kartay hian isi tarhan in logon ke pairon main bhi paseena ata hai is waja sy inhain jutay pehantay hain to paseena anay ki waja sy in ke juton main badboo paida ho jati hai ab is maslay ke hal ke liye hum batain ap ko aik zabardast tip batatay hain.


Tip


Sakhat pudina 12 gram,meetha soda 50 gram or chini 1 pao is tamam cheezon ko mila ker pees lain or kisi band dabay main rakh lain thora thora banyain bohat sara bna ker rahnay sy is main name a jati hai.

Ap isko din main aadha chamach 3 sy 5 pani sy khayain apko is ka istamal tab tak karna hai jab tak ke marz ka mukamal tor per khatmah na ho jaye is ke alawa ye tap mayday ke amraz,bad hazmi,gais,bachon ke dast or pait ke amraz ke liye bhi bohat hi mufeed hai.

Post a Comment

 
Top