Dahi Ke Be Shumaar Qudarti Fawaid


Dahi Ke Faide


Doodh ki bani masnoaat main dahi sab sy ziyada istamal honay wali khurak hai is main mujood khameer qudarti tor per boht si bimarion ka ilaj hai.

Dahi jild ki khushki khatam karti hai sir ke balon main lagany sy balon main chamak or khushki sikri bhi khatam karti hai.

Dahi or shehad mask ki tarhan chehray per lagany sy jhurion main kami ati hai.


Pait ki bimarion main dahi bht mufeed sabit hoti hai.

Wazan kam karny ke liye dahi ka istamal faida mand rehta hai ye calcium or vitamin D ki kami ko pura karta hia or wazan bhi control rakhta hai.

Jisam main faida mand bacteria paida ker ke nazam e hazam ko behter rakhta hai.

Post a Comment

 
Top