High Blood Pressure Sy Nijat


High Blood Pressure Tips

Lehson ka russ 6 qatray pani main mila ker peena acha alaj hai.

Khana khanay ke bad lehson khanay sy khoon ka dabao kam ho jata hai.

Loki ka russ aadha cup thoray sy pani main mila ker ruzana 3 baar peena chahiye.

Kailay ke tanay ka russ aadha cup roz peena mufeed hai.


Week main aik din faqah karain sirf phalon or sabzion ka russ letay rahain.

High blood pressure sy nijat ke liye 7 adad khushk aaloo bukharay raat ko aik glass pani main bighoo dain subha isi pani main aaloo bukharon ko masal ker chan ker nihar munh ye pani pee lain kuch arsa mustaqil mizaji sy istamal karain high blood pressure theek ho jaye ga.

Post a Comment

 
Top