Kaan Ke Dard Ka Desi Alaj
Ear Pain Tips |
Kaan ka dard fori theek karny ke liye piyaaz ka russ kan main dalain kaan ka shor dur karny ke liye neem garam sarson ka tail kaan main dalain.
Aawaz sunanay main koi malsa ho to lehson ke jaway ko zaitoon ke tail main garam karain jab wo brown ho jaye to jawa nikal ker tail thanda ker lain is tail ke 3,4 qatray rozana kaan main dalain.
Kaan main dawa khud dalnay ki bajaye koi dusra dal dy to behter hai pehlay kaan ko upper karain ya karwat side per late jayain ab dropper sy dawa dalain dropper ko kabhi kaan ke andar na dalain kaan kotab tak upper hi rakahin jantak dawai kaan ke andruni hisay tak na jaye.
Aawaz Sunanay Main Masla Hona
Aawaz sunanay main koi malsa ho to lehson ke jaway ko zaitoon ke tail main garam karain jab wo brown ho jaye to jawa nikal ker tail thanda ker lain is tail ke 3,4 qatray rozana kaan main dalain.
Jewellery Pehanany Sy Kaan Main Dard Hona
Jewellery ya masnoi bunday pehanany sy aksar khawateen ko dard hoti hia jewellery pehanany sy pehly thori si petroleum jell kaan per lagain to infection nahi ho ga.
Kaan Main Dawa Dalnay KA Tareeka

Post a Comment