Malairiya Ka Gharelu Ilaj
![]() |
Malaria Fever Tips |
Sonth,khushk dhaniya barabar miqdar main mila ker pees lain din main 3 baar pani sy phank liya karain bukhar nahi ho ga.
Lasi peenay sy chothay din anay wala malairiya theek hota hai.
Malairiya bukhar main amrood ka istamal karny sy faida hota hai.
Lemon main kali march or namak bhar ker chustay rehnay sy malairiya bukhar ki garmi door ho jati hai.
Lehson ka russ malairiya anay sy pehlay her ghaintay bad 10 qatray zuban per dall ker matwatar 4 din tak chustay rehnay sy malairiya nahi aye ga.
Post a Comment
Click to see the code!
To insert emoticon you must added at least one space before the code.