Munh Ke Chalon Ka Alaj
Munh Ke Chalon Ka Ilaj |
Garam pani main lemon ka russ nichor ker gararay karny sy munh ke chalay door ho jatay hain.
Jin afrad ko munh main chalay baar baar ho jatay hain un ko chahiye ke tamattar ka istamal ziyada sy ziyada karain faida ho ga.
Kafour desi ghee main mila ker ruzana 4 martaba chalon per lagayain raal bahir giratay rahain phr kuli karain chalay jald theek ho jaye gay.
Zuban per chaplain ho to subho sawairay dahi main aik kaila mila ker khana faida mand hai.
Mehandi ke patay pani main bigho ker rakh dain 2,3 ghaintay bad chaan ker is pani sy gararay karain chalay khatam ho jaye gay.
Kishmish 30gram,black mirch 15gram mila ker chabanay sy munh ke chalay theek ho jaye gay.
Post a Comment