Honton Ke Liye Beautiful Tips
Khawateen mukhtalif rangon ki lipsticks kharidati hain khaas ker gulabi yani ke pink lipstick to kbhi bhi fashion sy bahir nahi hoi kya hi acha ho agar hont kudartee tor pr hi gulabi yani pink ho jain phutay howay kalay hont kesy behtr bnayain aik na munkin si baat lagti hai puranay waqton main jub lipstick ijad nahi hoi thi tb bhi khawateen sukra lga kr honton ko rangti thi sinf e nazuk ke honton pay to poet hazrat nay bhi boht kuch likha hain.Beautiful Pink Lips Treatments |
Bohat si khawateen lips ki untni care nahi karti jitni karni chaiye halanke lips ko care ki ziada zaroorat hoti hain q keh who her waqat mosam ki sakhti ke sath sath aloodgi or khanay peenay ki cheezon sy bhi motasir ho rahi hoti hain hamaray desi totke easy or kar aamad totke hain jo bgair nuksan pohenchaye bohat kam arsay main jild pay bohat musbat asrat karti hain Lips Ko Pink Karne Ke Totke darj zail hain.
Gharelo Totkay For Lips
Zafran ko doodh main raat bhar ke liye bigho dain subho tak zafran apna rung chor dy ga honton pay zafran wala doodh lagain or gulabi rangut payain.
Gulaab ki pation ko pees ker is main malain mix ker lain is mixture ko honton pay lagain phatay hont tkh ho jaye gay.
Fareezer main balai thundi ker lain is sy honton pay massage karain.
Walnuts lips ke liye bohat mufeed hain achay result ke liye walnut ko dehi ya salad per chirak ker bhi khaya ja sakhta hai.
Naram honton ke liye glycrien main chand qatray arq e gulab mila ker lagain.
Arq e gulab ko chini main mix ker ke danay dar paste bna lain is sy honton ka massage karain honton ki kali rungat theek ho jaye gi.
Ghar ke makhan ko honton pay lagany sy gulabi rungat milti hai.
Honton pay roz lemon ka juice lagany sy bhi hont gulabi hotay hain.
Kishmish ko raat bhar pani main bigho dain subhi is ko kha lain is say bhi hont gulabi hotay hain.
Tooth brush ko honton pay halka halka ragrainnis sy khoon ka dorania sahi hota hai or honton ka rung nikhar jata hain.
Badam ka tail honton pay roz lagain.

Zaitoon ka tail bhi honton pay lagana kafi sood mand sabit hota hai.
Sonay sy pehlay honton pay shehad laga lain shehad phatay howay honton ke liye aik mufeed totka hia,neez is sy hont naram bhi hotay hian.
Tamator ka paste honton ko gulabi rungat deta hai.
Petroliam jell kushk honton yani dry lips ke liye aik mufeed totka haiachay result ke liye din main kai bar lagain khas tor per raat ko honton per laga ker soain.
Mosam ki sakhti yani shaded garmi or sardi se lips ko bachain jis ke liye moisturize creams ya balms istamal karain ya phir honey bhi honton ke liye aik behtareen natural moisturize hia.
Honton ko kam az kam haftay main aik baar achi tarhan scrub karain ragar ker saaf karain.
Ice ka tukra lay ker apne lips ka massage rozana karain.

Honton Ke LIye Mask Or Home Tips

Naak sy saans lain khulay munh sy nahi apne hont na kutrain.
Lips chabanay ya katnay ki adat sy chutkara hasil karain.

Post a Comment