Sehat Mand Dil Kay Liye Desi Nuskhay




Healthy Lives Tips

Ap ki khidmat mai nihayet asan or sasta nuskha dy rhi hon jis sy apkay dil ka valve bi khul jaye ga sharyan ka sukrao bi khatam ho jaye ga cloistral, york acid bhi control mai rahay ga or ap kay khon ki gardish bi ho gi ap apnay ap ko sehat mand or tandrust mehsos karay gay.

Heart Tips


Adrak,lehsan,saib ka sirka,lemon,shehad ye tamam cheezay humwazan lay yani shehad or sirka kay alawa tamam ka pani nikal kar shehad or sirka mai milana h yani adha glass shehad h to baqi tamam cheezy bhi adha,adha glass hi ho tamam ko mila kar aik botal mai mehfooz kar lay or subho sham aik chamach chawal khanay wala pani mai mila kar istamal karay mustaqbil istamal karay or qudrat ka karishma dekhay.


Aik adad bara safaid piyaz lay jis ka wazan 100 gram sy 150 gram tak ho,is ko kut kar iska pani yani russ nikal kar is pani ko subho nihar munh pee liya karay 10 sy 15 din kay andar andar dil kay vale bilkul saaf ho jaye gay.


Note:


Piyaz ka russ peenay kay bad taqreeban aik ghanta bad tak kuch hana peena nahi agar safaid piyaaz na milay to red piyaz istamal karay.

Subho nihar munh anar dana ka qehwa adha cup rozana piye aik cup pani paknay kay liye rakhay aik chamach anar dana dal dy jab pak kar adha cup reh jaye to chaan kar pee lay khata khata zaiqa dar qehwa hota h is sy pait bi tkh rehta h or dil kay masail mai bhi be had faida mund h.

Anda Dil Kay Liye Mozon H


Andon mai mujood qudarti ajza dil mai paida honay walay naqais ko door karnay ki salahiyet rakhtay hain.

Protean say bharpur andon mai saichuratid feet paya jata h jo jisam mai dakhil ho kar jamta nahi.

Aik haftay kay duran kam az kam haftay mai 6 anday khanay chahiye,jo na sirf dil ki sehat kay liye faiday mand hain belkay insani sehat par kisi qisam kay muzar asrat bhi maratab nahi hotay.

Dil Ki Sehat chahtay Hain To Sabaz Chaye PiyeSabaz chaye kandhay sy kehni tak shiryan ko 30 minute kay andar andar 4 % tak chora karti h jis sy khoon mai thalkay ya lothray banany ka khatra kam ho jata h.

Sabaz chaye cancer sy bi bachati h tehqeeq kay mutabiq din mai 4 cup chaye tambako noshi karnay waly afrad ko khulion ko pohanchanay walay nuqsan sy bachati h jo bad aza cancer mai badal sakhta h.

Din mai 3 sy 4 cup sabaz chaye (doodh Ya doodh kay bagair) mumkina dil kay amraz sy tahafuz deti h.

Post a Comment

 
Top